INTRODUCTION OF ADHAAR CARD
adhaar card kisi bhi garib ya amir aadmi ka adhikar hota hai. iske dwara hi hum kisi bhi aadmi ki pehchan kar pate hai iski madad se hi garib log government ke dwara mil rahe benifits ka phayda le sake. yah kisi bhi aadmi ke liye bahut jaroori hota hai. yah kisi bhi aadmi ke liye ek hi hota hai. aadhar card ek card ki tarah hota hai, card pe us aadmi ki sari details hoti hai. card pe naam,date of birth,gender,address ,aadhar number bhi hota hai. ispe ek bar code hota hai jisko scan karke hum sari information le sakte hai.
HOW TO APPLY ADHAAR CARD
aadhar card koi bhi apply kar sakta hai yah ek aadmi sirf ek hi bar apply kar sakta hai. yah kisi bhi aadmi ke liye bahut jaroori hota hai. iske apply karne me hume sare jaroory biometric data dena parta hai aur jitne bhi required ducument hote hai sare ko jama karna parta hai. jis centre pe aadhar card apply hota hai waha pe jakar hum apni sari information submit kar dete hai. to phir hume ek number ki prapti hoti hai. uske bad hamare details ka verification hota hai. tab jakar hume ek aadhar card ki prapti hoti hai.
PROCESS FOR APPLYING AADHAR CARD
iska process bahut hi aasan hai. iska procee janne ke liye niche ke diye hua steps ko dhyan se dekhe.
aadhar card ka status hum bahut hi aasani se pata kar sakte hai. iska status pata karne ke liye hum sabse pahle ek website pe jayenge jiska nam hai UIDAI is website pe jane ke bad hume apna enrollment number dalna parta hai aur phir bahut hi aasani se hamara status online pata chal jata hai.
CHECK AADHAR CARD STATUS THROUGH SMS
hum diye hua website UIDAI pe jakar apna enrollement number dalte hai aur phir apna verify mobile number dalte hai. to phir hume hamare aadhar card ka status mobile number pe bahut hi aasani se pata chal jata hai.
HOW TO GET e-adhaar LETTER
jab hum sare ke sare details, documents aur biometric data ko submit kar dete hai to phir hamare aadhar card ko hum tak pahuchne me lagbhag 90 days lag hi jate hai.
agar hum chahe to hum apna aadhar card ki copy internet se download kar sakte hai. isi ko hum e-adhaar card bolte hai.
ise hum kis tarah se download karenge niche ke steps me bataya gaya hai.
REASONS FOR NOT RECEIVING ADHAAR CARD OTP (ONE TIME PASSWORD
please hamare is post ko share kare

- sabse pahle to hum apne aas pas ke aadhar card banane wale centre ka pata lagate hai.
- centre ka pata laga lenbe ke bad hum apna online book kar lete hai.
- appointment le lene ke bad hamara time aur effort dono hi bach jata hai.
- phir centre pe appointment ke diye hua samay ke anusar jakar hum apna kam karwana chalu karte hai.
- appointment me jane se pahle hum apna enrolment form pahle hi bhar lete hai online.
- form bhar lene ke bad ise hum supporting documents ke sath jama kar dete hai.
- supporting documents me mainly do hi hota hai.
- iddentity proof
- address proof
- ye sare document ko bhar lene ke bad. jab submit kar dete hai, aur hamara form accept kar liya jata hai. to hum biometric data bhejte hai jisme niche diye hua data hote hai.
- impression of fingerprint
- impression of iris
- us samay ek photo bhi khichta hai.
- in sare details ko de dene ke bad hamara kam complete ho jata hai. uske bad hume ek aknowlegment slip milta hai jiski madad se hum apne aadhar card ka status pata karte hai. isme 14 digit ka number hota hai.
aadhar card ka status hum bahut hi aasani se pata kar sakte hai. iska status pata karne ke liye hum sabse pahle ek website pe jayenge jiska nam hai UIDAI is website pe jane ke bad hume apna enrollment number dalna parta hai aur phir bahut hi aasani se hamara status online pata chal jata hai.
CHECK AADHAR CARD STATUS THROUGH SMS
hum diye hua website UIDAI pe jakar apna enrollement number dalte hai aur phir apna verify mobile number dalte hai. to phir hume hamare aadhar card ka status mobile number pe bahut hi aasani se pata chal jata hai.
HOW TO GET e-adhaar LETTER
jab hum sare ke sare details, documents aur biometric data ko submit kar dete hai to phir hamare aadhar card ko hum tak pahuchne me lagbhag 90 days lag hi jate hai.
agar hum chahe to hum apna aadhar card ki copy internet se download kar sakte hai. isi ko hum e-adhaar card bolte hai.
ise hum kis tarah se download karenge niche ke steps me bataya gaya hai.
- sabse pahle to hum UIDAI ke website pe jayenge
- uske bad isme e-adhaar card wale section ko select kar lenge
- phir hum adhaar card enrollment number ko isme dal denge.
- phir isme date aur time bhi select kar lenge aknowlegment slip wala.
- isme apna naam dalenge.
- apne area ka pin code dal denge.
- phir apna registered mobile number dal denge.
- in sare details ko dal dene ke bad hamare liye ek otp generate hoga jisko dal dene ke bad captha code aayega phir hum apna aadhar card download kar lenge.
- is adhaar card ki validity utni hi hogi jitni humare original adhaar card ki hogi.
REASONS FOR NOT RECEIVING ADHAAR CARD OTP (ONE TIME PASSWORD
- agar mobile number registered nahi rahega to phir hume OTP nahi milega
- network ke problems ke karan bhi OTP milne me problem ho sakta hai.
- agar hamara sim card block rahega to bhi hume OTP nahi mil payega.
- agar hamare mobile me SMS wala space khali nahi rahega to bhi hume OTP nahi milega.
please hamare is post ko share kare
No comments:
Post a Comment